Jan
23
Gulam, Begum, Badshaah ekka
Santa Apne Bete Ka Math Ka Test Le Raha Tha.
Santa: “ Beta 5 Ke Baad Kya Aata Hai…..??
Beta: “ 6, 7 ”
Santa: “ Wah Mera Beta To Bahot Hoshiyaar Hai,Aur 6, 7 Ke Baad….??
Beta : “ 8, 9, 10 ”
Santa: “ Kya Baat Hai Beta Aur Uske Baad…..?? ![]()
.
.
.
Beta: “ Gulam, Begum, Badshaah ekka“ :p
