Latest Islamic SMS & Text Messages
“AL-QURAAN”
“Or ALLAH ki Rehmat se
na-umeed matt hona. Be_shakk ALLAH ki Rehmat se wohi log na_umeed hotey hain jo Kaafir hn-Surah Yousaf
Aayat..87
*..Night Gift..*
(Hadees-e-Pak)
Jo Sotay Huay Sone Ki Dua Prh Ly Wo Jitna Wqt Soye Ga Ibadat Ka Swab Mile Ga
“Allahuma Bismika Amutu Wa Ahya”
@GOOD NIT@
ALLAH Rabb-Ul-Izzat Farmaata Hy:
Ae Banday!
1.Mujh Se Kal Ka Rizq Na Mang,,
Jis Tarah Mai Tujh Se Kal Ka Amal Nhi Maangta”
2:May Tujhay Pasand Hoon Tou Ye Tera Haq Hy,,
K Tu Bhi Mujhay Pasand Ho”
3:Tu Meray Thoray Diye Se Raazi Ho Ja,,
Qayaamat K Din Mai Teray Thoray Kiye Se Raazi Ho Jaoon Ga”
4:Jab Tujhay Ghussa Aay Tou Mujhay Yaad Kiya Kr,,
Mai Apnay Ghazab K Waqt Tujhay Yaad Rakhoonga”
Subhaan ALLAH
ASLAM-O-ALAIKUM
Good Morning
Phir Yad E Khuda Se Ghafil, Ay Dunia Teri Havass Me….!
Is Mukhtasar Se Jivan ki Ik Aur Raat B Beet Gye….!
GooD MoRNiNG
V.V.Important
=;=;=
Tehqeeq sey saabit hoa hay k Quraan paak ki Surah-e-
“REHMAN” mein Hepatitis “B” aor “C” (kalay peeliya) ki Shifa hay,
Agar koi (7) din tak rozana 1 dafa Hepatitis k (mareez) k paas beth kar Surah Rehman parhey aor us par Dum karey lekin us waqt mareez ki ankhen band honi chahiyen. ‘INSHAALLAH’ SHIFA HO GI.
Is msg ko roken nahin,
Kiya pata apki wajah sey kisi ki jaan bach jaye.
‘JAZAKALLAH
“Jo Eimaan tumhay bister sy utha ky masjid Na ly ja saka wo bhla Jannat me kese le jae ga? ”
*Wake up for Salat al Fajr.
*Namaz neend sai behter hai.
1) Jagny ke Dowa parheay
2) 3 times naak mey pani daleye.
A VerY nIcE smS fOr All ;
1=Agr ap kisi doctor k Paas nhi jana chahte to sura_FATIHA men hr Bimari ki shifa hy.
2=Agr apki Murad puri nhi hoti to rozana Sura_ YASEEN ki Tilawt kren.
3=Agr Rizq mn Brkt chahye to Rozana Sura_ WAQYA parhen.
4=Agr apko Qabr k Azaab ka dr hy to rozana rat ko Sura_MULK prhe.
Kal fursat na mli to kya krogy?
Itni mohlat na mli to kya kroge?
Roz kehte ho kal prho gay namaz
Kal agr sans na rhi to kya krogy?
Rasam se sunnat achi
N Quran
Ye Kaisa Hai Musalman?
Pir kehtay ho Q nahi hai ALLAH hum pr mehrban?
Namaz prho is’se pehlay k tmari Namaz prhi jaye
msg acha lgay to fwd krna.
Kitna magan tha me apni zindagi ki laghzisho me,
>>YA RAB<<
Zamin k ek jhatke ne mout ka manzar yad dila dia.
Jise koi nhi janta Use Rab janta he
Raaz ko Raaz na smjo wo Sb janta he
Agr mangna hi he to Us khuda se mango,
Zuban pe aane se pehlay jo sub janta hai,.
