Latest Munna Bhai SMS & Text Messages
Munna Bhai: Aay circuit, baapu bole to
gandhi ji kapde kyu nahi pehantay thay?
Circuit: Bhai bole toh bapu bhi us
time ke salmaan khan thay!!!
MUNNA BHAI : Oye Short Circuit yeh light
bulb pe baap ka naam kya likh raha hai?
CIRCUIT : Apun baap ka naam roshan kar rehle hai.
CIRCUIT : Bhai, Bapu NE bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai.
Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai.
MUNNA BHAI : Aye Circuit, who Sunita ka baap aya hai terayko dund rehla hai.
CIRCUIT : Bhai usko bolo apun gaon gaya hai, kheti karneko.
MUNNA BHAI : Par Circuit, abhi to TU bola kabhi jhoot nehin bolega.
CIRCUIT : Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na
MUNNA BHAI : Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aya?
GIRL : Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada?
CIRCUIT : Bhai, who apnay bachpan ka dost aarehla
aaj raat ko dinner pe. Mera Sara chain collection apnay
kamray mein chupa do na please.
MUNNABHAI : Kyun tera dost chor hai kya?
CIRCUIT : Nahin Bhai, who apnay chain pechan lega.
CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya?
MAMU : Nehin.
CIRCUIT : To kha ke dekh Le, pata chal jayega.
Bas kar yaar, mera pura inbox
full ho gaya hai tere sms se……….
.
.
.
.
.
Ye prayas hai mujhe SMS NA KARNE WALE LOGO K LIYE
“GANDHIGIRI” se samjhane ka tarika.
Kya ray!
Aasmani kabutar!
Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai,
Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai,
Jaldi se 2-4 jhakas sms ka hafta bhej kanjoos?
Apka Pyara
Munna Bhai
Munna:
Teray ko maaloom hai k cigarette
aik tarah say slow poison ka kaam karta hai.
Patient: To mujhay konsa marnay ki jaldi hai.
Munna: Bolay to Apun ko tera
operation dobara karna paray ga.
Kyun k apun kay rubber k gloves
teray andar hi reh gaye hain.
Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do.
Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
