Latest Pathan SMS & Text Messages
Ek pathan bus me jarha tha,
saamney bethi aurat apny bachy ko bar bar bol rhi thi jaldi ye biscuit khalo warna me un uncle ko dydun ge.
pathan tang a kar bola”
.
O khala jaldi faisla kro hum 4 stop aagay aa gaya hay.
Aik Pathan Malaria se Kaanp raha tha:
.
.
Doctor: Aaya or Pucha kia huwa hai?
.
.
Uske bete ne kaha: Bemaari ka to pata nahi!
Par Abba subha se “Vibration” pe lage huye hain.
1 Pathan Naya Naya Doctor Bana
Doctor Banne K Bad Us Ne Phla Operation Kia
Operation Theater Se Nikal Kr Kehta Hy
.
Ya Allah pehla tohfa behja hai kabol krna…
Kare woh pyaar shubha shaam zaruri to nahi
Har chahaat ka ho sahi Anjaam Zaruri to nahi
.
Pyaar to pyaar hai chahe chhup-chhup he kare,
Log Charche kare Saare-aam zaruri to nahi,
Phatan ne darya me dobtay howy 1 bachy ko bacha lia
Or thori der bad dubara phenk dya
Kisi ne kha ye kya kia?
Phatan: purani kahawat ha
“Neki kar dariya ma dal”
Air hostes to pathan in plane khan sahb ap kia lainge
pathan.
Me neeche uter kar rakshaw loonga
Pathan:Molvi sahb 1 masla malom karna hy
Kia larrkion ko chup chup k dekhne se gunah milta hai?
Molvi: pata nhi lekin main ehtyatan astaghfar parrh leta hun
1 Pathan Ramzan Main Dopehar ko Naswar laga rha tha,
.
2nd Pathan: Abe ye kya! tera roza nahi hai?
.
.
1st Pathan: Hai! Par itna Kamzor nahi jo Naswar se Toot jayega.
Pathan:Tm ne mujhe dokha dia ha
Dukandar:Sir mai nay apko asli radio dia hy.
Pathan: Radio par MADE in JAPAN hy,
or ON kro to kehta hai ye radio pakistan hai.
Pathan Larki Se: I Love You.
.
Larki: Tameez Se Baat Karo.
.
.
Pathan: “Assalam-o-Alaikum”
.
I Love You.
